Mahabharat Title Songs Star Plus
Jeevan Ke Iss Pal Mein Song Lyrics
Jeevan Ke Iss Pal Mein.
Sachchayi Ke Path Mein.
Chalna Nahin Aasaan Hai.
Kaanton Pe Chalna Hai,
Agni Mein Jalna Hai,
Samay Ka Yahi Vidhaan Hai..
Khoya Jo Paana Hai
Pal Aisa Aana Hai,
Mann Mein Yahi Vishwaas Hai..
Jeetenge Ham Ek Din,
Us Din Tak Jaana Hai,
Dharm Se Vijay Paana Hai,
Dharm Se Vijay Paana Hai,
Mahabharat Mahabharath…
Hai Katha Sangram Ki
Vishwa Ke Kalyan Ki
Dharm Adharm Aadhi Anant
Satya Asatya Kalesh Kalank
Swardh Ki Katha Parmarth Ki..
Shakti Hai Bhakti Hai
Janmon Ki Mukthi Hai
Jeevan Ka Ye Sampurn Saar Hai
Yug Yug Se Kan Kan Mein
Shristi Ke Dharapan Mein
Vedhon Ki Vyatha Apaar Hain..
Dharmon Ki Gaatha Hai
Devon Ki Bhasha Hai
Sadiyon Ke Ithihaas Ka Praman Hai
Krishna Ki Mahima Hai
Geetha Ki Garima Hain
Grantho Ka Granth Yeh Mahan Hai…
Mahabharat Mahabharat
Mahabharat Mahabharat…
Vada Hai Yeh Mera (Title Song Sad Version) Lyrics
Vaada Hai Ye Mera
Andhera Ghanera,
Dukh Kahe Samete,
Chalta Karwa..
Jiyungi Main Pal Gin,
Jeevan Ki Ab,
Yahin Dastaan..
Mahabharat,
Mahabharat..
Ye Kaisi Duvidha Hai Song Lyrics
Ye Kaisi Duvidha Hai
Kaisi Ye Vipada Hai
Ye Dharm Hai,
Balidaan Hai..
Apne Hi Apno Ke
Sukh Leke Dukhe Dete
Adharam Hai,
Yeh Ya Vidhaan Hai..
Ye Kaisi Duvidha Hai
Kaisi Ye Vipada Hai,
Ye Dharm Hai,
Balidaan Hai..
Apne Hi Apno Ke
Sukh Leke Dukhe Dete
Adharam Hai,
Yeh Ya Vidhaan Hai..
Music..
Mahabharat, Mahabharat..
Mahabharat.,.
Dushman Ka Naata Tha Song Lyrics
Dushman Ka Naata Tha
Nikla Woh Bhraata Hai,
Ab Koi Nahi,
Samadhan Hai..
Apne Hi Apno Ke
Ban Baithe Dushman Hai,
Vidhi Ka Yeh,
Kaisa Vidhaan Hai..
Music..
Mahabharat.... Mahabharat...
Jeevan Ke Is Pal Mein Song Lyrics
Jeevan ke is pal mein
Sachhi ke path mein
Chalna nahi aasan hai
Kanto pe chalna hai
Agni mein jalna hai
Samay ka yahi vidhaan hai
Mera jo naata hai
Kal kaisa aata hai
Man mein yahi vishvas hai
Jeetenge ham ek din
Us din tak jaana hai
Dharm se vijay ytharth hai.
Mahabharat Mahabharat.
Yeh Kaisi Lachari Song Lyrics
Yeh Kaisi Lachari Soche Maa Bechari,
Mange Har Ghadi Balidaan Hai,
Kismat Ki Hai Mhari Vipda Hai Yeh Bhari,
Jeevan Maran Ka Sawaal Hai..
Santaanon Se Sadhak Jeevan Ka Ujiyara,
Kaanton Ko Unhi Pe Toh Haar Hai,
Neeti Ko Hai Yeh Phal Bal Ho Ya Ho Nirbal,
Niyati Ka Kaisa Vidhaan Hai..
Mahabharat... Mahabharat..
Yudhh Yeh Vinash Hai Song Lyrics
Yudhh yeh vinash hai
Snaskriti ka naash hai
Dharam gyan nayay anyay
Satya ke kai praman
Dharm sthapna ki aas hai
Veero ki shakti se
Paapo ki mukti hai
Yugo yugo ka kalyan hai
Yugo yugo ka kalyan hai
Mahabharat mahabharat.
Tyago Se Naata Hai Song Lyrics
Tyago se naata hai
Neeti ke gyata hai
Satya hi inke pran hai
Man ki sahkti hai
Sachhi yeh bhakti hai
Dharm ki yahi pehchhan hai
Jeevan ke is path pe
Janmo ke bandhan se
Mukti mein chhipa kalyan hai
Paana kya khona hai
Honi ko hona hai
Jeevan hi inka balidan hai
Mahabharat mahabharat
Mahabharat mahabharat.
Ek Maa Ki Santane Song Lyrics
Ek maa ki santane bhai do anjaane
Rishto ki yeh kaisi vaytha hai
Apne hi apno ke ban
Baithe dushman hai
Vidhi ka yeh kaisa vidhaan hai
Mahabharat mahabharat…
Ek Maa Ne Pala Hai Song Lyrics
Ek maa ne pala hai
Kis maa ne janama hai
Astitva ka yeh sawal hai
Radhe hun radha ka
Na hu kisi aur ka
Maa ko pata kiska yeh dan hai
Mahabharat mahabharat.
Daatao Ka Daata Song Lyrics
Daatao ka daata
Dar pe jo bhi aata
Lauta wo paa kar daan hai
Dukhiyo ka dukh lena
Khushiya aur sukh dena
Daani ki yahi pehchan hai
Daatao ka daata
Dar pe jo bhi aata
Lauta wo paa kar daan hai
Dukhiyo ka dukh lena
Khushiya aur sukh dena
Daani ki yahi pehchan hai.
Neeti Ke Gyaata The Song Lyrics | Mahabharat
Neeti Ke Gyaata The
Kehte Jo Karte The
Satya Hi Inke Praan The
Mann Ki Yeh Shakti The
Sachchi Yeh Bhakti The
Dharma Ki Yehi Pehchaan The
Janmon Ke Bandhan Se
Mukti Mein Chhipa Kalyan Hai
Dharma Ke Rakshak The
Dushton Ke Bhakshak The
Veeron Ki Yehi Pehchaan Hai...
Mahabharat....Mahabharat....
Mahabharat....Mahabharat....
Comments
Post a Comment
Tq
Plz. Subscribe my channel also
https://youtube.com/channel/UC7YKcl5EquUxqhfJmA8wKQA